zor-e-jamal tha? mehz khayal tha ?
malamat kiye, phir grehn diye,
yoon he chul diye !
kyoon keh diye,
kay mazah tha? buss kalam tha?
na gumaan kya, mera maan tha!
yoon he keh diye !
kyoon suna chalay,
kay dil kiya? irada diya ?
na khayal kiya, main bhi saath tha !
yoon-he suna chalay!
kyoon chul diye,
na kahay? na sunnay?
sub liye, dard diye,
yoon he chul diye!
malamat kiye, phir grehn diye,
yoon he chul diye !
kyoon keh diye,
kay mazah tha? buss kalam tha?
na gumaan kya, mera maan tha!
yoon he keh diye !
kyoon suna chalay,
kay dil kiya? irada diya ?
na khayal kiya, main bhi saath tha !
yoon-he suna chalay!
kyoon chul diye,
na kahay? na sunnay?
sub liye, dard diye,
yoon he chul diye!
6 comments:
"kyoon keh diye,
kay mazah tha? buss kalam tha?
na gumaan kya, mera maan tha,
yoon he keh diye !"
fantastic,fabulous,fantabulous...
bht khoobsorat :)
touching
(Y)
buhat khoob!
koi puchhe toh zara,
kya socha aur kaha,
alvida
.
.
.
dhundegi nazar
humko hi magar
har jagah
.
.
:)
muqarrar :)
shukriya, shukriya :$ .. :)
i added another stanza ... i guess i'll keep adding to this one :)
fab!
i want to hear a tune to it...i have one in mind..will hum it to u
Post a Comment